Sunday, December 7, 2008

muhabtoon ka pta chalay ga


had-e-jana say guzar huwa to muhabtoon ka pta chalay ga.koi muhabatoon ki nazar huwa to muhabtoon ka pta chalay ga.abi to phirtay ho dostoon mein aziz koi juda nahi hai,koi idhar say udhar huwa to muhabatoon ka pta chalay ga,abhi muhabat nahi hui is liye muskura rahay ho,kisi ki bahoon mein ghar huwa to muhabtoon [...]

had-e-jana say guzar huwa to muhabtoon ka pta chalay ga.
koi muhabatoon ki nazar huwa to muhabtoon ka pta chalay ga.
abi to phirtay ho dostoon mein aziz koi juda nahi hai,
koi idhar say udhar huwa to muhabatoon ka pta chalay ga,
abhi muhabat nahi hui is liye muskura rahay ho,
kisi ki bahoon mein ghar huwa to muhabtoon ka pta chalay ga,
wo jis ki khatir zmanay bhar ko bna rahay ho tum apna dushman,
wohi na apna agar hua to muhabtoon ka pta chalay ga


By: Punisher
Mobile: +923347866049





No comments: