Nijat pa gae Umat karam Hussain a.s ka hai,Abi Zamen pe pahla Qadam Hussain a.s ka hai,Ye keh kar chor dia Qabr main Farishton ne, Na denge Dukh isy, pahly he Gham Hussain a.s ka hai, Nishan-e-sajda na takra Nishan-e-Matam se, Namaz parhta hai ye b karam Hussain a.s ka hai. GHAZI HUSSAIN
Nijat pa gae Umat karam Hussain a.s ka hai,
Abi Zamen pe pahla Qadam Hussain a.s ka hai,
Ye keh kar chor dia Qabr main Farishton ne,
Na denge Dukh isy, pahly he Gham Hussain a.s ka hai,
Nishan-e-sajda na takra Nishan-e-Matam se,
Namaz parhta hai ye b karam Hussain a.s ka hai.
GHAZI HUSSAIN
No comments:
Post a Comment